Hi dosto, Aaj mein aap logon ko aisa article donga jis say aap logon ko kamyabi ka matlab samajh mein aa jaye ga kay kamyabi kisy kehtey hain.

Har zamaney mein kamyabi ki different meaning hoty thy. Example; kisi zamney mein ilm walon ko kmayab karar dia tu kisi zamey mein zyada taqat war ko kamyab krar dia jata. Jab kuch zamano mein tu jis k pass ziada mall (wealth) hota osay bhi kamyab krar dia jata har zamaney mein kamyabi ki differnt meaning hoty thy.

Lekin aaj kay zamney mein kamyab keya kia meaning hain tou sunno meri knowledge k mutabik kamyabi kisy kehtey hain.

"Ek maksos process karney key baad apni man pasand cheez ya result hasil karna kamyabi kehlata hai." Simply jo cheez tumein pasand hai usey hasil karney key liye aap ek process kartey hain agar aap ko wo cheez mili tu aap kamyab kehlatey hain.

Process ka matlab hai key aap planing kr key sakhti say us par amal kr key wo nateja hasil kartey hain. Allah ne jab insan ko paida kiya tou ek jaisay talent say nawaza, lekin chon key har insan ki pasand ek dusray say muktlaf hoti hai. Kisi ko red color acha lagta tu kisi ko pink, isi tarah kisi ko nokia mobile pasand hai tou kisi ko black berry, lekin un mobile ko hasil karney key liye aap ek planning bnatey hai i.e. saving money or earn money; aur us par amal kartey aur apni pasand ka mobile purchase kartey tou aap ko kamyab ho gai.

Isi taraha agar koi shaks engineer bn'na chata hai tou ussay pehlay matric pir inter achey numberon say pass karna aur us k baad university mein admission get karna hota hai yani process karna parta hai wo planning key sath.

Mera ye article kaisa laga please reply then i will tell about how to discover your talent. Thanks.

Top Contributors

Mehran Ali

University Of Management And Technology Umt Lahore

249 Articles

KiranNasir

171 Articles

Farah

79 Articles

Ammara Ghous

61 Articles

M Abid Ayub

Punjab University PU Lahore

57 Articles

Jawairia Chaudary

PUCIT Lahore

56 Articles

 

Share your comments questions here
Sort By:
X

Sign in

to continue to ilmkidunya.com

inquiry-image

Free Admission Advice

Fill the form. Our admission consultants will call you with admission options.

Most Popular Articles

Role of media in Pakistan
  • Date: 12/May/2012
  • Category: Education
14 August , Independence Day of Pakistan
  • Date: 13/Aug/2014
  • Category: Education
Students' problems in Pakistan
  • Date: 15/May/2012
  • Category: Education
Best and Correct Key Book Math’s Class 9 (PTB)
  • Date: 17/Feb/2016
  • Category: Education
The Great Blessings of the Holy Month of Ramadan
  • Date: 10/Jul/2012
  • Category: Education
Allama Iqbal and Ideology of Pakistan
  • Date: 02/Nov/2015
  • Category: Education
Punjab Education Ministry Announces The Matric And Inter Final Result Schedules For All Boards Of Education
  • Date: 23/Sep/2021
  • Category: Education
Major Problems Facing Pakistan Today
  • Date: 28/Oct/2014
  • Category: Education