|
Khuda ne Bachaya
|
|
|
|
Ye un dinnon ki baath hay jab me Intermediat Mosa college se kar raha tha. Quetta k collegon may Zuban aur Zaat ko bht aimiyat di jati hay. Digree College my HAZARA student ko baloch kabi bardashat nhe kartay they , aur un k saat larahi kartay tey. aur yahee hall Mosa College ka tha , wahaan balochon ki khair nahee tee.
jub hum main gate se inter othey te to dil may ik ajeeb sa khauf paida otha tha, k kahee humay baloch jan kar noqsaan na dain. liakin mazzay ki baat ay hy k maraay khaof k hum ne 1 saal tak unay a mesoos nahe onay deya k hum baloch hain. jab b hum baloch ik dosray k saat miltay tey tho hum aapass may urdu may baat kartay tey . aur issi thara hum ne 1 saal k bad 2nd year may wahaan se migration k aur sakoon se dosray college may apni parahi jari raki.
agar o jan jaty k hum Baloch hain to pata nhe humara kia haal otha...........
send ur comments on hafeezshahi@gmail.com
|
|
|
|
|
|
- View most popular college
stories
- View recent college stories

Search College Story / Inicdents
|
|